SEARCH RESULTS
Showing search results for "مفسد"
Ghazal MATCHES FOR "مفسد"
Ghazal
bole chalne me.n nahii.n uzr mujhe kuchh lekin
KHauf ye hai kisii mufsid ne agar dekh liyaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
aThaa.ii-giire hai.n sab ja.al-saaz hai.n mufsid
kuchh ek do nahii.n ham to hazaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
zeb detaa hai tujhe mufsid-e-dauraa.n kaa KHitaab
naaravaa thaa jo vo kyuu.n ai sitam-iijaad kiyaa
Barqi Azmi
Ghazal
ek mufsid kii ye phailaa.ii hu.ii hai afvaah
raat-bhar sham.a se nafrat rahii parvaane ko
Ibrat Bahraichi
Ghazal
uThaa.o teG sazaa do raqiib-e-mufsid ko
nasiihato.n se hu.aa hai kab intizaam ko.ii
Raghib Badayuni
Ghazal
dilchasp vaaqi.a hai ki kal ik aziiz dost
apne mafaad par mujhe qurbaan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
dil ho yaa ruuh o jigar kaan kha.De sab ke hu.e
ishq aayaa ki ko.ii mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
pal bhar me.n kaise log badal jaate hai.n yahaa.n
dekho ki ye mufiid hai biinaa.ii ke liye
Shahryar
Ghazal
piiraan-e-jubba-o-qabaa saaraa fasaad ek hai
sab kaa KHudaa alag sahii sab kaa mafaad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
apnii apnii maslahat hai apnaa apnaa hai mafaad
varna is duniyaa me.n kab ko.ii kisii ke saath hai
Raees Rampuri
Ghazal
resham se narm lahje ke piichhe mafaad thaa
is taajirii ko ham ne sharaafat samajh liyaa
athar shakeel
Ghazal
hai ab to saare maraasim kaa inhisaar us par
kisii kii zaat se ham ko mafaad kitnaa hai
Murtaza Barlas
Ghazal
shaa.ir adiib aur mufassir kii shakl me.n
phailaa.ii tuu ne ilm kii tanviir lakhna.uu
Mahwar Sirsivi
Ghazal
shaane se shaana jo.D milaa kar chalo qadam
'haidar' suno isii me.n hamaaraa mafaad hai
Haidar raza Koralvi
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
tujh husn ne diyaa na kabhuu mufsidii ko chain
fitna na tere daur me.n phir nii.nd so sakaa