SEARCH RESULTS
Showing search results for "مناجات"
Ghazal MATCHES FOR "مناجات"
Ghazal
sar paa-e-KHum pe chaahiye ha.ngaam-e-be-KHudii
ruu suu-e-qibla vaqt-e-munaajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ai soz-e-ishq tuu ne mujhe kyaa banaa diyaa
merii har ek saa.ns munaajaat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sharah-e-bedardi-e-haalaat na hone paa.ii
ab ke bhii dil kii mudaaraat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tuu Gazal ban ke utar baat mukammal ho jaa.e
muntazir dil kii munaajaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
lailatul-qadr hai vaslat kii du.aa maa.ng 'amiir'
is se behtar hai kahaa.n ko.ii munaajaat kii raat
Ameer Minai
Ghazal
aa.nkho.n me.n nihaa.n hai jo munaajaat vo tum ho
jis samt safar me.n hai mirii zaat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
to phir ye radd-e-munaajaat kii nahuusat kyuu.n
kabhii sunaa ki ibaadat kaa qaht pa.D gayaa hai?
Jawad Sheikh
Ghazal
tho.Dii sii der is me.n hu.ii to zaruur hai
lekin qubuul apnii munaajaat ho ga.ii
Jameel Usman
Ghazal
is se pahle to du'aa.o.n pe yaqii.n thaa kam-kam
tuu ne chho.Daa to munaajaat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
KHataavaar hai.n ham sazaa-vaar bhii hai.n
tuu bas dar-guzar kar musaafaat to kar
Gulzar Moradabadi
Ghazal
iltijaa tujh se kab ai qibla-e-haajaat na thii
terii dargaah me.n kis roz munaajaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
quvvat-e-kal ke masaaleh se aur itne bad-zan
vaa.e bar-daGdaGa-e-ahl-e-munaajaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
Ghazal
haalaat huu.n hamvaar to kyaa fikr hai lekin
mushkil me.n munaajaat zaraa aur zaraa aur
Ehya Bhojpuri
Ghazal
maabado.n me.n jo jalaate the diye mere liye
ab sar-e-shaam munaajaat nahii.n karte hai.n
Farah iqbal
Ghazal
zikr-e-parii-vashaa.n ke zamaane guzar ga.e
ab to Gazal me.n hamd-o-munaajaat chaahiye
Jafar Tahir
Ghazal
achchhaa hai isii suurat-e-haalaat me.n rahnaa
din shahr me.n aur raat mazaafaat me.n rahnaa
Saleem Kausar
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
itnaa gahraa hai yahaa.n kunj-e-KHuraafaat kaa shor
log ab tarfa munaajaat nahii.n kar sakte