SEARCH RESULTS
Showing search results for "مہتاب"
Ghazal MATCHES FOR "مہتاب"
Ghazal
aashiqii me.n 'miir' jaise KHvaab mat dekhaa karo
baavle ho jaa.oge mahtaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
ye mahtaab ye raat kii peshaanii kaa ghaav
aisaa zaKHm to dil par khaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
tuu mirii raat ko mahtaab se mahruum na rakh
tire paimaane me.n hai maah-e-tamaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
jis tarah raat ke siine me.n hai mahtaab kaa nuur
apne taariik makaano.n me.n sajaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
sair-e-mahtaab-o-kavaakib se tabassum taa-bake
ro rahii hai vo kisii kii sham-e-turbat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
a.ndhere aur ujaale kii kahaanii sirf itnii hai
jahaa.n mahbuub rahtaa hai vahii.n mahtaab rahtaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
har ek raat ko mahtaab dekhne ke liye
mai.n jaagtaa huu.n tiraa KHvaab dekhne ke liye
Azhar Inayati
Ghazal
phir ko.ii aks shu.aa.o.n se na ban.ne paayaa
kaisaa mahtaab mire aa.ina-KHaane se uThaa
Parveen Shakir
Ghazal
bhiig jaatii hai.n is ummiid pe aa.nkhe.n har shaam
shaayad is raat vo mahtaab lab-e-juu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
mu.nh kii jhalak se yaar ke behosh ho ga.e
shab ham ko 'miir' partav-e-mahtaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mahtaab-ba-kaf raat kase Dhuu.nD rahii hai
kuchh duur chalo aa.o zaraa tum bhii to dekho
Bashar Nawaz
Ghazal
pii jis qadar mile shab-e-mahtaab me.n sharaab
is balGamii-mizaaj ko garmii hii raas hai