SEARCH RESULTS
Showing search results for "میر_کارواں"
Ghazal MATCHES FOR "میر_کارواں"
Ghazal
raahzan ke baare me.n aur kyaa kahuu.n khul kar
miir-e-kaarvaa.n yaaro miir-e-kaarvaa.n yaaro
Himayat Ali Shayar
Ghazal
har miir-e-kaarvaa.n se mujhe puuchhnaa pa.Daa
saathii tire kidhar ko sidhaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aaj bhii miir-e-kaarvaa.n tum ho
aaj bhii rahguzar kii dhuul hai.n ham
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
vahii gum ho gayaa raste me.n shaayad
jo rahbar thaa jo miir-e-kaarvaa.n thaa
Abdul Mannan Samadi
Ghazal
hamii.n hariif rahe aur hamii.n haliif hu.e
hamaare baa'd hu.aa miir-e-kaarvaa.n tanhaa
Jafar Raza
Ghazal
hanuuz qaafile me.n intishaar baaqii hai
gila abas hai 'valii' miir-e-kaarvaa.n se hame.n
Wali Kakoravi
Ghazal
KHudaa kaa shukr miraa raasta mu.ayyan hai
ki kaarvaa.n bhii tumhii miir-e-kaarvaa.n bhii tumhii