SEARCH RESULTS
Showing search results for "میل"
Ghazal MATCHES FOR "میل"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
vo hame.n bhuul gayaa ho to ajab kyaa hai 'faraaz'
ham ne bhii mel-mulaaqaat kii koshish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
royaa thaa kaun kaun mujhe kuchh KHabar nahii.n
mai.n us gha.Dii vatan se ka.ii miil duur thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
mel kuchh khel nahii.n thaa jo bigaa.Daa tuu ne
rabt kuchh rasm nahii.n thaa jo ghaTaa baiThaa hai
Muztar Khairabadi
Ghazal
ai aa.nsuu.o tumhaarii zaruurat hai ab mujhe
kuchh mail to badan kaa nahaane se kaT gayaa
Munawwar Rana
Ghazal
aaj bhii qaafila-e-ishq ravaa.n hai ki jo thaa
vahii miil aur vahii sa.ng-e-nishaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ham-safar miil kaa patthar nazar aa.egaa ko.ii
faasla phir mujhe us shaKHs kaa saanii degaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
kaash aisaa taal-mel sukuut-o-sadaa me.n ho
us ko pukaaruu.n mai.n to usii ko sunaa.ii de
Krishn Bihari Noor
Ghazal
bichh.Dii hu.ii ruuho.n kaa ye mail suhaana hai
is mail kaa kuchh ehsaa.n jismo.n pe bhii kar jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gahvaara-e-safar me.n khulii hai hamaarii aa.nkh
ta.amiir apne ghar kii hu.ii sa.ng-e-miil se
Ahmad Javaid
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik aa.nsuu ne dho Daalii hai dil kii saarii mail
ek diye ne kaaT ke rakh dii gahrii taariikii
Anjum Saleemi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
pachaas miil hai KHushkii se bahriya-town
bas ek ghanTe me.n achchhaa zamaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
matruuk raaste me.n lagaa sang-e-miil huu.n
bhaTke hu.e ke siidhe qadam gin rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
jaane.n musaafiraan-e-rah-e-aarzuu hame.n
hai.n sa.ng-e-miil raah kii diivaar ham nahii.n