SEARCH RESULTS
Showing search results for "نامحدود"
Ghazal MATCHES FOR "نامحدود"
Ghazal
uThii ghaTaa kii tarah chhaa ga.ii fazaa kii tarah
huduud-e-husn me.n taasiir-e-ishq-e-naa-mahduud
Nooh Narvi
Ghazal
isii chaman me.n ki vus.at hai jis kii naa-mahduud
nahii.n panaah kii jaa ek aashiyaa.n ke liye
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
husn-e-aalam-soz naa-mahduud honaa chaahiye
har tajallii aaftaab-aaluud honaa chaahiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
pa.Daa thaa us ke bhii ruKH par naqaab-e-naa-maujuud
mirii bhii aa.nkh pe ik dast-e-Gaa.ebaana thaa
Mohsin Changezi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ek gum-karda galii me.n ek naa-maujuud ghar
kuucha-e-ushshaaq me.n 'aasim' pata meraa bhii hai
Asim Wasti
Ghazal
tirii maujuudgii mahduud kartii hai tujhe tujh tak
tuu naa-maujuud hone hii pe laa-mahduud hotaa hai