SEARCH RESULTS
Showing search results for "نبوت"
Ghazal MATCHES FOR "نبوت"
Ghazal
ko.ii is daur me.n elaan-e-nabuuvat kartaa
aarzuu thii ki KHudaa-saaz payambar dekhuu.n
Siddique Mujibi
Ghazal
ishq ke daaG ko dil mohr-e-nabuvvat samjhaa
Dar hai kaafir kahii.n daavaa-e-nabuuvat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
samaa'ato.n ke liye saa'at-e-shaguft-e-gulaab
havaa-e-shahr-e-nubuvvat se guftuguu honaa
Parveen Shakir
Ghazal
phir jo hai baaG-e-nabuvvat aur imaamat kii bahaar
Guncha-e-gul sabza-e-ambar-fishaa.n ko ishq hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ilhaam se ik KHaas ta'alluq thaa hamaaraa
ham log magar 'ahd-e-nubuvvat ke nahii.n the
Shakeel Azmi
Ghazal
kabhii ho sakegaa na 'mullaa' kaa iimaa.n
jis iimaa.n me.n dil kii nubuvvat nahii.n hai
Anand Narayan Mulla
Ghazal
vo bhii ai 'qadr' thaa ik naqsh-e-qadam haidar kaa
rakhte the mohr-e-nabuvvat jo nabii shaane par
Qadr Bilgrami
Ghazal
hasrate.n palne lagii hai.n phir nubuvvat ke liye
kuchh dino.n me.n kyaa KHabar paiGambarii hone lage
Muntazir Qaimi
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
yahii hai minhaj-e-nabvii yahii kaar-e-nubuvvat hai
ki insaa.n kii Gulaamii se rahe aazaad har gardan
Khubaib Tabish
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
ki jaise mai.n ne nubuvvat kaa kar diyaa e'laan
kuchh is tarah miraa charchaa tire nagar me.n thaa
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
dekhiye laatii hai us shoKH kii naKHvat kyaa ra.ng
us kii har baat pe ham naam-e-KHudaa kahte hai.n