SEARCH RESULTS
Showing search results for "نقص"
Ghazal MATCHES FOR "نقص"
Ghazal
mujh par mire vajuud kaa har naqs hai ayaa.n
KHud ek aa.ina huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer nayab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
insaan kaa agar qad-o-qaamat na ba.Dh sake
tum is ko naqs-e-aab-o-havaa kah liyaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
aisii tartiib se rakkhaa thaa sajaa kar 'daanish'
maal me.n naqs KHariidaar nahii.n dekh sakaa
Danish Naqwi
Ghazal
sire se jo kahii.n maujuud hii na thaa aaKHir
vo naqs bhii mire kirdaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
hazaar shukr ki ham naqs me.n hu.e kaamil
'jaliil' rah ga.ii baat apnii zii-kamaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye ehtiyaat-kada hai ka.De usuulo.n kaa
zaraa se naqs pe 'baanii' yahaa.n sazaa hai bahut
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Dr. Azam
Ghazal
zaraa zaraa se ka.ii naqs hai.n abhii mujh me.n
na.e sire se mujhe guu.ndh kar banaayaa jaa.e
Tariq Naeem
Ghazal
tuu ne mire KHamiir me.n kitne tazaad rakh diye
maut mirii hayaat me.n naqs mire kamaal me.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
miraa yaqiin hai vo aa.inaa nikaalegii
vo naqs mujh me.n hii phir kuchh nayaa nikaalegii
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
hazaar naqs hai.n mujh me.n mire kamaal ko dekh
mujhe na dekh dil-aavezi-e-KHayaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
us ko har shab hai zavaal us ko nahii.n hai kuchh naqs
badr ko chehre se us ke mutamassil na karo