SEARCH RESULTS
Showing search results for "نمک"
Ghazal MATCHES FOR "نمک"
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
zaKHm-e-dil bole mire dil ke namak-KHvaaro.n se
lo bhalaa kuchh to mohabbat kaa mazaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jaa.eza dil kaa agar lo to vafaa se KHaalii
shakl dekho to namak-KHvaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
vahshat-e-shor-e-tamaashaa hai ki juu.n nik.hat-e-gul
namak-e-zaKHm-e-jigar baal-fishaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zaKHm sab suukh ga.e hai.n mire marham ke binaa
mere ik dost kii muTThii me.n namak aaj bhii hai
Tanveer Ghazi
Ghazal
mauj-e-betaabii-e-dil ashk me.n hu.ii jalva-numaa
jab basii zulf-e-sanam tab-e-pareshaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
marham ke nahii.n hai.n ye taraf-daar namak ke
nikle hai.n mire zaKHm talabgaar namak ke
Varun Anand
Ghazal
qalam aaluuda-e-naan-o-namak rahtaa hai phir bhii
jahaa.n tak ho sake aazaad rakhnaa chaahte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
sabab us kii pareshaanii kaa mai.n huu.n
namak kii fasl vo paanii kaa mai.n huu.n