SEARCH RESULTS
Showing search results for "نمکین"
Ghazal MATCHES FOR "نمکین"
Ghazal
zaa.iqe baarhaa aa.nkho.n me.n mazaa dete hai.n
ba.az chehro.n ko bhii namkiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
mai.n aur ye namkiin-e-Gam-e-ishq are tauba
tuu aur ye ehsaas-e-giraa.n-baar-e-mohabbat!
Jigar Moradabadi
Ghazal
shauqiin mizaajo.n ke ra.ngiin tabii.at ke
vo log bulaa laa.o namkiin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
Aman Kumar Musafir
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
us ke chehre kaa mujhe mardaana-pan achchhaa lagaa
chaashnii namkiin sii saare badan me.n aa ga.ii
Kavish Badri
Ghazal
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
Syed Shiban Qadri
Ghazal
Karam Hyderabadi
Ghazal
samundaro.n kaa ye namkiin paanii kaise piyuu.n
piyaasaa huu.n magar itnii ziyaada pyaas nahii.n
Aslam Aazad
Ghazal
itnii ashk-aavar nigaaho.n se milii baad-e-sabaa
ho ga.ii hai shahr kii saarii fazaa namkiin-tar
Shakeel Haidar
Ghazal
namkiin hai kahii.n to kahii.n be-namak namii
utrii hu.ii hai mujh me.n ba.Dii duur tak namii
Umair Najmi
Ghazal
zaKHm-e-dil par mere kal nuun chhi.Dak kar bole
aaj mai.n huu.n namkiin aur mazedaar ki tuu