SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوحے"
Ghazal MATCHES FOR "نوحے"
Ghazal
nauhe fasiil-e-zabt se uu.nche na ho sake
khul kar dayaar-e-sa.ng me.n royaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
naGme baazaar me.n mah.nge hai.n to kyaa Gam yaaro
nauhe ko naGma banaa.o ki ka.Dii raat kaTe
Saghar Nizami
Ghazal
zaKHm ko phuul kahe.n nauhe ko naGma samjhe.n
itne saada bhii nahii.n ham ki na itnaa samjhe.n
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
uThaa.e apno.n kii laashe.n jo tum ho nauha-kunaa.n
mire shahiid tumhe.n kyuu.n nazar nahii.n aate
Sabir Zafar
Ghazal
mai.n ne ajdaad se miiraas me.n paayaa kyaa hai
chaar chhe nauhe bahut dard tiraa Gam aa.nsuu
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
Gul Afshan
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
ham ne to bain me.n nauhe me.n sadaa-kaarii kii
aaj dafnaa dii hai mayyat bhii ravaa-daarii kii
Junaid Akhtar
Ghazal
mai.n jang jiitne vaalaa vo pahlaa aadmii thaa
jo nauhe likh rahaa thaa haar jaane vaalo.n ke
Sajid Raheem
Ghazal
lapeT do saf-e-maatam uThaa rakho nauhe
pukaartaa sar-e-mahshar sunaa ko.ii ki mai.n huu.n
Saima Esma
Ghazal
a.ndherii raat nauhe gaa rahii hai
KHamoshii shahr bhar me.n chhaa rahii hai
Ayaz Rasool Nazki
Ghazal
tum to hasad kii aag me.n patthar hii laa.e the
nauhe havaa ke dosh pe ham ne sunaa.e the
Manzar Naqvi
Ghazal
bahtii havaa.o.n pe na.e nauhe likhaa kare.n
is ghuumtii zamiin kaa anjaam bhuul jaa.e.n
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
do-gha.Dii aur sun merii furqat ke betaab nauhe
KHatm kaise ho ik umr kii daastaa.n raat-bhar me.n