SEARCH RESULTS
Showing search results for "نورد"
Ghazal MATCHES FOR "نورد"
Ghazal
ab ishq us maqaam pe hai justujuu-navard
saaya nahii.n jahaa.n ko.ii naqsh-e-qadam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
dhamkii me.n mar gayaa jo na baab-e-nabard thaa
ishq-e-nabard-pesha talabgaar-e-mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rah-navard-e-bayaabaan-e-Gam sabr kar sabr kar
kaarvaa.n phir mile.nge baham sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
na ho ba-harzah bayaabaa.n-navard-e-vahm-e-vajuud
hanuuz tere tasavvur me.n hai nasheb-o-faraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
qasd-e-tariiq-e-ishq kiyaa sab ne ba.ad-e-qais
lekin hu.aa na ek bhii us rah-navard saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shikaar dhund kaa sahraa-navard karte hai.n
fareb khaanaa kahaa.n duusro.n ko aataa hai
Aashufta Changezi
Ghazal
dekho ye dil abhii se bayaabaa.n-navard hai
milnaa na ho jise vo abhii se nahii.n mile
Javed Saba
Ghazal
manzaro.n ke darmiyaa.n manzar banaanaa chaahiye
rahnavard-e-shauq ko rasta dikhaanaa chaahiye
Bushra Ejaz
Ghazal
mai.n rah-navard-e-shauq huu.n mujh ko kahaa.n ye hosh
raahat me.n guzre dil ki ye guzre azaab me.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
dil ishq kaa hamesha hariif-e-nabard thaa
ab jis jagah ki daaG hai yaa.n aage dard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
taaro.n ko gardishe.n milii.n zarro.n ko taabishe.n
ai rah-navard raah-e-junuu.n tujh ko kyaa milaa
Zehra Nigaah
Ghazal
mai.n apnii pyaas ko sahraa-navard kar duu.ngaa
miTaa do saare samundar saraab rahne do
Aatish Raza
Ghazal
pahlii manzil pe hii Takraa ke gire duniyaa se
paa.nv tu.Dvaa ke tamaam ahl-e-navard aa baiThe
Farhat Ehsas
Ghazal
Iffat abbas
Ghazal
junuu.n navard ko manzar na ko.ii raas aayaa
maraa to shoKHi-e-aab-o-havaa se la.Dte hu.e
Zafar Moradabadi
Ghazal
vo chaahtaa hai ki sahraa-navard ban jaa.uu.n
makaan-e-zehn ke dar kholne nahii.n detaa