SEARCH RESULTS
Showing search results for "نچوڑ"
Ghazal MATCHES FOR "نچوڑ"
Ghazal
pasiine baa.nTtaa phirtaa hai har taraf suuraj
kabhii jo haath lagaa to nicho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vuzuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
''tar-daamanii pe shaiKH hamaarii na jaa.iyo
daaman nicho.D de.n to farishte vuzuu kare.n''
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik buu.nd zahr ke liye phailaa rahe ho haath
dekho kabhii KHud apne badan ko nicho.D ke
Shahryar
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
apnii hatheliyo.n me.n ye aa.nkhe.n nicho.D luu.n
mumkin hai tere hijr se chulluu nikal sake
Kushal Dauneriya
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
lahuu nicho.D lo mumkin hai kal bahaar ke baad
rago.n me.n phailii hu.ii sansanaahaTe.n ho.ngii
Bekal Utsahi
Ghazal
ko.ii malaal hame.n ab rulaa nahii.n saktaa
ham ek dard pe aa.nkhe.n nicho.D aa.e the
Wasim Nadir
Ghazal
paanii to ab milegaa nahii.n regzaar me.n
mauqa.a hai KHuub dekh lo daaman nicho.D kar
Mohammad Alvi
Ghazal
kaa.nTe se bhii nicho.D lii Gairo.n ne buu-e-gul
yaaro.n ne buu-e-gul se bhii kaa.nTaa banaa liyaa
Aslam Kolsarii
Ghazal
jeb aur aastii.n se rone kaa kaam guzraa
saaraa nicho.D ab to daaman par aa rahaa hai