SEARCH RESULTS
Showing search results for "نہفتہ"
Ghazal MATCHES FOR "نہفتہ"
Ghazal
haa.n kaun puuchhtaa hai KHushii kaa nahufta raaz
phir Gam kaa baar dil pe uThaa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
haqiiqat-e-dahan-e-yaar kholtaa kyuu.n-kar
nahufta raaz ko mai.n aashkaara kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Gunche kii chaTak dil kii taho.n me.n na utartii
is me.n jo nahufta tiraa paiGaam na hotaa
Jagan Nath Azad
Ghazal
seemab zafar
Ghazal
be-hisii ne jo kabhii fursat-e-Gam dii ham ko
ek sailaab-e-nahufta tah-e-mizhgaa.n niklaa
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ye dil kii vaadii-e-aiman me.n kaun aa utraa
ki jo jamaal-e-nahufta bhii jalva-gar bhii hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
do-chaar hii shab maah to rahtaa hai nahufta
muddat hu.i dekhaa nahii.n vo maah chhupaa KHuub
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
gar khulii tujh pe hii KHushbuu-e-nahufta ko.ii
teraa mahram bhii to ai baad-e-sabaa mai.n hii hu.aa
Syed Kashif Raza
Ghazal
rang se KHushbuu.o.n kaa naataa TuuTtaa jaataa hai
phuul se log KHizaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
rakhtaa nahii.n hai ko.ii na-gufta kaa yaa.n hisaab
jo kuchh hai dil me.n us ko labo.n par sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
rahii na-gufta mire dil me.n daastaa.n merii
na us dayaar me.n samjhaa ko.ii zabaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
haath se naaptaa huu.n dard kii gahraa.ii ko
ye nayaa khel milaa hai mirii tanhaa.ii ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
nazro.n se naaptaa hai samundar kii vus.ate.n
saahil pe ik shaKHs akelaa kha.Daa hu.aa
Mohammad Alvi
Ghazal
mushkil nahii.n hai ishq kaa maidaan maarnaa
lekin hamaarii tarah nihattaa ko.ii to ho
Abbas Tabish
Ghazal
mu.nh dikhaataa barso.n vo KHush-ruu nahii.n
chaah kaa yuu.n kab talak naataa rahaa