SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیر"
Ghazal MATCHES FOR "نیر"
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mujh se tumhe.n nafrat sahii nayyar se la.Daa.ii
bachcho.n kaa bhii dekhaa na tamaashaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
ye qarz to meraa hai chukaa.egaa ko.ii aur
dukh mujh ko hai aur niir bahaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
miraa nahii.n to vo apnaa hii kuchh KHayaal kare
use kaho ki ta'alluq ko phir bahaal kare
Shahzad Nayyar
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
aap dil-juu.ii kii zahmat na uThaa.e.n jaa.e.n
ro ke baiThaa huu.n na ab aur rulaa.e.n jaa.e.n
Shahzad Nayyar
Ghazal
sach bolnaa chaahe.n bhii to bolaa nahii.n jaataa
jhuuTo.n ke liye shahr bhii chho.Daa nahii.n jaataa
Azhar Naiyyar
Ghazal
parbat kii choTiyo.n pe vo rotii hu.ii ghaTaa
kis haadse pe niir bahaatii hai aaj bhii
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
saath mire vo mil kar chaa.nd sitaare bhii
hijr me.n tere niir bahaane lagte hai.n
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
pahlii nazar ko us ne bhii dekhaa na Gaur se
ham se bhii iltifaat mukarrar nahii.n hu.aa
Shahzad Nayyar
Ghazal
getii-afroz agar hazrat-e-nayyar rahte
itnaa taariik to hotaa na zamaanaa hargiz