SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیرنگیاں"
Ghazal MATCHES FOR "نیرنگیاں"
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
junuun-e-ishq kii naira.ngiyaa.n are tauba
kabhii KHudaa huu.n kabhii banda-e-KHudaa huu.n mai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
naira.ngiyaa.n chaman kii pashemaan ho ga.ii.n
ruKH par kisii ke aaj jo gesuu bikhar ga.e
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
kyaa tirii naira.ngiyaa.n kiije bayaan
sab me.n aur sab se judaa dekhaa tujhe
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
kartaa hai baaG-e-dahr me.n naira.ngiyaa.n basant
aayaa hai laakh rang se ai baaGbaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
log sub.h o shaam kii naira.ngiyaa.n dekhaa kiye
aur ham chup-chaap maazii ke nishaa.n dekhaa kiye
Hasan Najmi Sikandarpuri
Ghazal
zindagii-bhar dahr kii naira.ngiyaa.n dekhaa kiye
gardish-e-ayyaam-o-daur-e-aasmaa.n dekhaa kiye
Hari Chand Akhtar
Ghazal
dikhaa ga.ii mujhe naira.ngiyaa.n zamaane kii
vo ik nigaah kabhii multafit kabhii barham
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
junuun-e-ishq kii nairangiyaa.n ma.aaz-allaah
kiyaa bahaar me.n aazurda-e-bahaar mujhe
Shaira Waheed
Ghazal
mohabbat kii naira.ngiyaa.n tauba tauba
kahii.n raate.n raushan kahii.n din bhii kaale
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
naira.ngiyaa.n tirii hai.n hu.ii jaise jalva-gar
hosh-o-havaas-o-aql-e-rasaa jumla hai.n ye da.ng
Shah Aasim
Ghazal
vafuur-e-ishq kii naira.ngiyaa.n are tauba
jo dil me.n dard hai vo dil kii daastaa.n me.n nahii.n
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
Yaqoob Usmani
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
hai.n maslahat ke daur kii naira.ngiyaa.n tamaam
hai chaaraagar ajiib na chaaragarii ajiib