SEARCH RESULTS
Showing search results for "نیر_اعظم"
Ghazal MATCHES FOR "نیر_اعظم"
Ghazal
ruKH us kaa dekh hu.aa zard nayyar-e-aazam
sunahre burj se jis dam vo mah-laqaa niklaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
phir bahaar aa.egii phir daaG-e-junuu.n chamke.nge
phir suu-e-burj-e-hamal nayyar-e-aazam aayaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
jab ayaa.n sub.h ko vo nuur-e-mujassam ho jaa.e
gauhar-e-shabnam-e-gul nayyar-e-aazam ho jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
laayaa hai rang phir gul-e-daaG-e-junuu.n miraa
shaayad nuzuul-e-nayyar-e-aazam hamal me.n hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Kareem Roomani
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
zaahir me.n bazaahir pe tavajjoh nahii.n dete
rakhte hai.n nazar 'aam nazaaro.n se alag ham
Asim Wasti
Ghazal
'aazam' bajaa hai siim-tano.n kaa Guruur-e-husn
qudrat hai un kii baat me.n jaaduu nazar me.n hai
Azam Jalalabadi
Ghazal
aayaa to nazar aayaa mujhe KHaar-e-zaruurat
haa.e vo gul-e-KHaas rah-e-aam se aayaa
Shahzad Nayyar
Ghazal
hayaa aa.ii dubaara us kii jaanib dekhte 'aazam'
ki pahlii hii nazar ne us kaa pairaahan katar Daalaa
Mohammad Aazam
Ghazal
Sewak Nayyar
Ghazal
diivaangii-e-dil kaa thaa ek nayaa aalam
kaunain se aazaadii tasKHiir nazar aa.ii
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
kyo.n kar vo kar sakegaa bhalaa apnaa sar buland
har KHaas-o-aam kii jo nazar me.n haqiir ho