SEARCH RESULTS
Showing search results for "واقعے"
Ghazal MATCHES FOR "واقعے"
Ghazal
ham KHuld se nikal to ga.e hai.n par ai KHudaa
itne se vaaqiye kaa fasaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aqeel nomani
Ghazal
aayaa jo vaaqiye me.n darpesh aalam-e-marg
ye jaagnaa hamaaraa dekhaa to KHvaab niklaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyuu.n mataa-e-dil ke luT jaane kaa ko.ii Gam kare
shahr-e-dillii me.n to aise vaaqiye hote rahe
Zubair Rizvi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ye aur baat ki huu.n un ke darmiyaa.n mai.n bhii
ye vaaqiye kisii taqriib se nahii.n guzre
Majeed Amjad
Ghazal
dha.Dak rahaa hai tuu ik ism kii hai ye barakat
vagarna vaaqiye is dil me.n kyaa nahii.n hu.e hai.n
Irfan Sattar
Ghazal
har aan ruunumaa hote ye vaaqiye Gaa.er
hamaaraa dhyaan baTaa.e hu.e se lagte hai.n
Kashif Husain Ghair
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
KHud hii anjaam nikal aa.egaa is vaaqiye se
ek kirdaar ravaana hai fasaane kii taraf
Anjum Saleemi
Ghazal
maatam-kunaa.n hai.n saare asaatiirii vaaqiye
tanhaa qalam ko kar diyaa qirtaas chhiin kar
Nasir Shahzad
Ghazal
sai.nka.Do.n barso.n pe phailii hai.n hikaayaat magar
vaaqa'e ek se vaabasta hai.n talvaar ke saath