SEARCH RESULTS
Showing search results for "واہیات"
Ghazal MATCHES FOR "واہیات"
Ghazal
adab se aarii darinda-sifaat logo.n me.n
mai.n baiThtaa hii nahii.n vaahiyaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
vo sunte sunte jo ghabraa.e haal-e-dil bole
bayaan kitnii hu.ii vaardaat kitnii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
'kaashif' kitaab-e-ishq kaa ijraa na yuu.n karo
yuu.n vaqt na ga.nvaayaa karo vaahiyaat me.n
Kashif Shakeel
Ghazal
usii ke duudh se tuu ne javaanii paa.ii hai
muhaafizaa usii bastii me.n vaardaat na kar
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
itnii daqiiq shai ko.ii kaise samajh sake
yazdaa.n ke vaaqi.aat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ik rang sii kamaan ho KHushbuu saa ek tiir
marham sii vaardaat ho aur zaKHm khaa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kahaaniyo.n ke vo kirdaar jo likhe na ga.e
KHabar se hazf-shuda vaaqi.aat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
vaardaat-e-qalb likkhii ham ne farzii naam se
aur haatho.n-haath us ko KHud hii le jaa kar diyaa
Adil Mansuri
Ghazal
kuchh apnaa farz pyaar tiraa fikr-e-rozgaar
kitne hii vaardaat me.n uljhaa hu.aa huu.n mai.n
Jahangeer nayab
Ghazal
khetiyaa.n sonaa ugaa.e.n vaadiyaa.n motii luTaa.e.n
aaj gautam kii zamii.n tulsii kaa ban aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ma.aaz-allaah us kii vaardaat-e-Gam ma.aaz-allaah
chaman jis kaa vatan ho aur chaman-be-zaar ho jaa.e