SEARCH RESULTS
Showing search results for "وسیع_النظر"
Ghazal MATCHES FOR "وسیع_النظر"
Ghazal
fardaa kaa dhyaan baa.ndh ke kahtaa hai mujh se dil
tuu merii tarah kyuu.n na vasii-un-nazar hu.aa
Yagana Changezi
Ghazal
guzre rah-e-junuu.n se bahut kaarvaa.n magar
vo choT khaa ga.e jo vasii-un-nazar na the
Bismil Aghai
Ghazal
dekhne ke liye maujo.n kii vasii.a-un-nazarii
tishnagii kii hai samundar ke havaale ham ne
Aalam Nizami
Ghazal
logo.n kii malaamat bhii hai KHud dard-sarii bhii
kis kaam kii ye apnii vasii.a-un-nazarii bhii
Mustafa Zaidi
Ghazal
qaid-e-nazzaara se jalva.o.n ko nikalne na diyaa
dosto.n kii ye vasii.a-un-nazarii to dekho
Mazhar Imam
Ghazal
mai.n vo huu.n ki parde me.n tujhe dekh chukaa huu.n
shaayad ho tujhe merii vasii.a-un-nazarii yaad
Shaer Fatahpuri
Ghazal
ye jo har shai me.n tirii jalvagarii hai ai dost
ye bhii merii vasii-un-nazarii hai ai dost
Hazar Lakhnavi
Ghazal
KHaalii hii rahaa diida-e-pur-shauq kaa daaman
andho.n kii aqiidat me.n vasii-un-nazarii hai
Shamim Tariq
Ghazal
had ho ko.ii to sabr tire hijr par kare.n
aaKHir ham ek haal me.n kab tak basar kare.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Ameen Hazin
Ghazal
soz-e-dil aah-e-sharar-baar se pahchaante hai.n
log tuufaan ko aasaar se pahchaante hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
gum ho na jaa.e raunaq-e-baazaar kyaa kare.n
mah.ngaa.ii is qadar hai KHariidaar kyaa kare.n