SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹوٹنا"
Ghazal MATCHES FOR "ٹوٹنا"
Ghazal
ye sukuut-e-naaz ye dil kii rago.n kaa TuuTnaa
KHaamushii me.n kuchh shikast-e-saaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n apnii nii.nd agar TuuTne nahii.n detaa
us ek KHvaab se har vaqt TuuTnaa thaa mujhe
Inaam azmi
Ghazal
havaa ke chalte hii baadal kaa saaf ho jaanaa
jo habs TuuTnaa baarish KHilaaf ho jaanaa
Mehshar Afridi
Ghazal
jo TuuTnaa thaa faqat dard hii kaa rishta thaa
to dil ne kyuu.n bhalaa is baat par malaal kiyaa
Fatima Hasan
Ghazal
mire hone me.n na hone kaa thaa saamaa.n maujuud
TuuTnaa meraa likhaa thaa mirii ta.amiir ke saath
Rajesh Reddy
Ghazal
araq-fishaanii se us zulf kii hiraasaa.n huu.n
bhalaa nahii.n hai bahut TuuTnaa bhii taaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n TuuTtaa huu.n KHair mujhe TuuTnaa hii hai
dhartii chaTaKH rahii hai zaraa Gaur se suno
Himayat Ali Shayar
Ghazal
Jawed Ahmad
Ghazal
tumhaare sa.ng-e-taGaaful kaa kyuu.n kare.n shikva
is aa.ine kaa muqaddar hii TuuTnaa hogaa
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
saraab kaa tilism TuuTnaa bahut buraa hu.aa
ki aaj tishnagii kaa e'tibaar bhii chalaa gayaa
Shahryar
Ghazal
kis kii baaho.n me.n TuuTnaa thaa mujhe
kis kii baa.nho.n me.n chhaTpaTaataa huu.n
Rehman Musawwir
Ghazal
mai.n sa.ng-e-rah huu.n to Thokar kii zad pe aa.uu.ngaa
tum aa.iina ho to phir TuuTnaa zaruurii hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
hai TuuTnaa use ik din zaruur TuuTegaa
gumaan hai ye jise tuu yaqiin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
ik us kaa TuuTnaa goyaa shikast merii thii
chalaa na tiir ko.ii mujh se us kamaan ke baad