SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹھیکرے"
Ghazal MATCHES FOR "ٹھیکرے"
Ghazal
do aa.nkhe.n chehre par nahii.n tere faqiir ke
do Thekre hai.n bhiik ke diidaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
baruun-e-KHaak faqat chand Thekre hai.n magar
yahaa.n se shahr mile.nge agar khudaa.ii hu.ii
Saud Usmani
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tirii umiid pe Thukraa rahaa huu.n duniyaa ko
tujhe bhii apne pe ye e'tibaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
tang aa chuke hai.n kashmakash-e-zindagii se ham
Thukraa na de.n jahaa.n ko kahii.n be-dilii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa husn ne samjhaa hai kyaa ishq ne jaanaa hai
ham KHaak-nashiino.n kii Thokar me.n zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
kaT mare apne qabiile kii hifaazat ke liye
maqtal-e-shahr me.n Thahre rahe jumbish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
ye umr-e-gurezaa.n kahii.n Thahre to ye jaanuu.n
har saa.ns me.n mujh ko yahii lagtaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zindagii hai ik safar aur zindagii kii raah me.n
zindagii bhii aa.e to Thokar lagaanii chaahiye