SEARCH RESULTS
Showing search results for "پاکستان"
Ghazal MATCHES FOR "پاکستان"
Ghazal
saare jism ko le kar ghuum zamaane me.n
bas ik dil kii dha.Dkan paakistaan me.n rakh
Azhar Adeeb
Ghazal
aa gayaa thaa ek shaa.er dost pakistan se
chaa.e se Thahraa rahaa whiskey pilaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
miyaan-e-hind-o-pakistan ik sarhad kaa jhag.Daa hai
vagarna is imaarat ke manaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
ham hu.e aazaad hindustaan aadhaa rah gayaa
phir ta.ajjub kyaa jo paakistaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Ghazal
Tahir Adeem
Ghazal
KHvaabo.n kii taaviil samajh se baahar thii
jab mai.n paakistaan banaane vaalaa thaa
Iftikhar Falak Kazmi
Ghazal
mai.n ne itne kaam kiye hai.n fursat me.n
puuraa paakistaan nahii.n kar saktaa thaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
aa gale mil dard kaa rishta hai apne darmiyaa.n
itne zoro.n se na hindostaan paakistaan kar
Parvez Muzaffar
Ghazal
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
saarii duniyaa ko 'ataa kar apne 'zaidii' kaa shu'uur
dard-mando.n ke dilo.n ko hubb-e-paakistaan de
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
dev-e-safed kii qasam aur koh-e-qaaf kii
baaG-e-iram kii aur paristaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
us din se mujh ko nii.nd na aa.ii tamaam umr
ik shab milii thii aa.nkh tire paasbaan se