SEARCH RESULTS
Showing search results for "پاکیزہ"
Ghazal MATCHES FOR "پاکیزہ"
Ghazal
sii liye ho.nT vo paakiiza nigaahe.n sun kar
mailii ho jaatii hai aavaaz bhii dohraate hu.e
Gulzar
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kitnii paakiiza jagah hai ki jahaa.n par logo.n
ahl-e-maqtal hai.n mirii laash jalaane vaale
Faisal Fehmi
Ghazal
yuusuf aziiz-e-dil-haa jaa misr me.n hu.aa thaa
paakiiza gauharo.n kii 'izzat nahii.n vatan me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ik be-daaG dupaTTe me.n paakiiza nuur
kitnii ujlii us kii namaaz me.n chhab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
jab kabhii husn kii paakiiza kahaanii likhnaa
shyaam ke ishq me.n miiraa ko divaanii likhnaa
Ana Dehlvi
Ghazal
mai.n mohammad ke Gulaamo.n kaa Gulaam ibn-e-Gulaam
aise nisbat usii paakiiza gharaane tak hai
Mumtaz Gurmani
Ghazal
qalb-e-paakiiza-nihaad o dil-e-saafii de kar
aa.iina ham ko banaayaa hai to hairaa.n ho.nge
Rais Amrohvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
ko.ii jiddat ko.ii nudrat ko.ii paakiiza KHayaal
haa.n ko.ii baat na.ii ho to Gazal hotii hai
Riyasat Ali Taj
Ghazal
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
jazba-e-paakiiza mere dil kaa hai.n kuchh aap hii
merii chashm-e-shauq kaa saaraa tamaasha aap hai.n