SEARCH RESULTS
Showing search results for "پراسرار"
Ghazal MATCHES FOR "پراسرار"
Ghazal
yaad-e-maazii kii pur-asraar hasii.n galiyo.n me.n
mere hamraah abhii ghuum rahaa hai ko.ii
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
KHudaa kaa shukr ki mai.n KHud-shanaas huu.n varna
samajhtaa kaun pur-asraar aadate.n merii
Kausar Niyazi
Ghazal
mai.n ba-zaahir to ujaalo.n me.n basar kartaa huu.n
ek pur-asraar syaahii mire andar kyuu.n hai
Asad Badayuni
Ghazal
mire makaan se kirno.n kii Daar aisii u.Dii
har ik balaa-e-pur-asraar mere ghar pahu.nchii
Sibt Ali Saba
Ghazal
ek parde me.n hai.n dar-parda bahut se parde
terii yaade.n hai.n pur-asraar hijaabo.n kii tarah
Prem Warbartani
Ghazal
vo saa.e.n saa.e.n ke kitne ajiib sannaaTe?
vo sansanii vo pur-asraar ek aalam-e-huu
Rais Amrohvi
Ghazal
muskuraate hu.e aa.nkhe.n bhii chhalak pa.Dtii hai.n
dard-e-dil yaar pur-asraar hu.aa karte hai.n
Nasir Misbahi
Ghazal
the band makaano.n kii tarah log pur-asraar
ik baab-e-suKHan thaa jo muqaffal na hu.aa thaa
Noor Mohammad Yaas
Ghazal
Anjum Niyazi
Ghazal
ye shab-e-maah ye kohsaar ye vaadii ye ghaTaa
us ke paikar kii pur-asraar banaavaT jaise
Zeb Ghauri
Ghazal
kisii ke 'ishq me.n biimaar honaa chaahte hai.n
ham ab ziyaada pur-asraar honaa chaahte hai.n
Asif Bilal
Ghazal
shaayad tirii duniyaa se chalaa jaa.uu.n achaanak
aate hai.n mujhe KHvaab pur-asraar o 'ajab se
Meesam Naqvi
Ghazal
haath aayaa nahii.n kuchh raat kii daldal ke sivaa
haa.e kis mo.D pe KHvaabo.n ke parastaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
saKHt zamii.n-parast the ahd-e-vafaa ke paasdaar
u.D ke bulandiyo.n me.n ham gard-e-malaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
us ko KHud-daarii kaa kyaa paaTh pa.Dhaayaa jaa.e
bhiik ko jis ne purus-kaar samajh rakkhaa hai