SEARCH RESULTS
Showing search results for "پٹ"
Ghazal MATCHES FOR "پٹ"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
lauh-e-siina par mirii sau neza-e-KHattii lage
KHastagii is dil-shikasta kii isii baabat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
titliyo.n ke par kitaabo.n me.n kahii.n gum ho ga.e
muTThiyo.n ke aa.ine me.n ek chehra rah gayaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
ham aashiqo.n ko marte kyaa der kuchh lage hai
chaT jin ne dil pe khaa.ii vo ho gayaa hai chaT-paT
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Daale rahe.n basere KHvaabo.n bhare a.ndhere
mahlo.n kii aas rakkho kuTiyaa ke paT na kholo
Khalid Ahmad
Ghazal
khi.Dkii se jhaa.nk jhaa.nk ke KHush ho ai ruu-e-KHush
paT khol dekh dekh ke kuchh der muskuraa
Iftikhar Haidar
Ghazal
manzar bhii sab baa.njh ruto.n me.n Duub ga.e
aa.nkho.n par bhii pahra biThaanaa chho.D diyaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
aa.ncho.n me.n gungunaate hai.n gulzaar gaah gaah
sho.alo.n se paT gayaa hai gulistaa.n kabhii kabhii
Josh Malihabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
surKHii ne un labo.n kii kiyaa aashiqo.n kaa KHuun
laalii jamii jo paT ke to kyaa rang laa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
nasle.n jo a.ndhere ke mahaazo.n pe la.Dii hai.n
ab din ke kaTahre me.n KHataa-vaar kha.Dii hai.n