SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیش_قدمی"
Ghazal MATCHES FOR "پیش_قدمی"
Ghazal
kaun KHiffat mol letaa pesh-qadmii kartaa kaun
buzdilii phailii hu.ii thii mere us ke darmiyaa.n
Parwez Rahmani
Ghazal
jab kisii se pesh-qadmii zulm kii ruktii na ho
us jagah laazim hai KHud siina-sipar ho jaa.iye
Saba Akbarabadi
Ghazal
Saleem Akhtar Malik
Ghazal
Tanvir Wasfi
Ghazal
parbat hai.n barf-posh qadam dekh-bhaal kar
'aabid' phisal ga.e to sambhalne na paa.oge
Abid Munavari
Ghazal
mai.n pamba-naman narm kiyaa bistar-e-tan kuu.n
vo piuu qadam dharne ko yakbaar na aayaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
mai.n ne pyaala abhii piyaa hii nahii.n
aisaa lagtaa hai mai.n jiyaa hii nahii.n
Mohammad Asadullah
Ghazal
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
darpesh har qadam pe hai.n pur-KHaar raaste
anjaan manzilo.n ke ye dushvaar raaste
Mehboob Rahi
Ghazal
gulo.n se bair hai kaa.nTo.n se aashnaa.ii hai
ye kaisaa shahr hai kaisii yahaa.n KHudaa.ii hai
Shanur Rahman
Ghazal
ab ke junuu.n hu.aa to garebaa.n ko phaa.D kar
duniyaa ko chho.D jaa.uu.ngaa daaman ko jhaa.D kar
Farrukh Jafari
Ghazal
ko.ii mushkil qadam bhaarii nahii.n hai
junuu.n kii rah me.n dushvaarii nahii.n hai
Asim Wasti
Ghazal
mah hai agar juu-e-shiir tum bhii zarii-posh ho
duudh chhaTii kaa use yaad dilaane chalo