SEARCH RESULTS
Showing search results for "پینے"
Ghazal MATCHES FOR "پینے"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dil par paanii piine aatii hai.n ummiide.n
is chashme me.n zahr milaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Unknown
Ghazal
zahr piine kii to aadat thii zamaane vaalo
ab ko.ii aur davaa do ki mai.n zinda huu.n abhii
Sudarshan Faakir
Ghazal
Tabish Kanpuri
Ghazal
piite piite tirii ik umr kaTii us par bhii
piine vaale tujhe piine kaa na andaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
piine se kar chukaa thaa mai.n tauba magar 'jaliil'
baadal kaa rang dekh ke niiyat badal ga.ii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ashk piine ke liye KHaak u.Daane ke liye
ab mire paas KHazaana hai luTaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
so yuu.n hu.aa ki pareshaaniyo.n me.n piine lage
Gam-e-hayaat se mu.nh mo.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
saath denaa ho to KHud piine kii aadat Daalo
varna mai-KHaane ke dar ham se chhu.Daa do yaaro
Rajendera Krishan
Ghazal
zaahid sharaab piine se kaafir hu.aa mai.n kyuu.n
kyaa De.Dh chulluu paanii me.n iimaan bah gayaa