SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیوست"
Ghazal MATCHES FOR "پیوست"
Ghazal
lahje kii tez dhaar se zaKHmii kiyaa use
paivast dil me.n lafz kii sa.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
ye pairahan jo mirii ruuh kaa utar na sakaa
to naKH-ba-naKH kahii.n paivast resha-e-dil thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
mujh me.n paivast ho tum yuu.n ki zamaane vaale
merii miTTii se mire baa'd nikaale.nge tumhe.n
Abhishek Shukla
Ghazal
hamaarii aa.nkh hai paivast ek sahraa me.n
ab aisii aa.nkh me.n paanii kahaa.n se laa.e.n ham
Varun Anand
Ghazal
zabaan taaluu me.n paivast kar ke rakhnaa 'talab'
ko.ii mazaaq hai kyaa taa-hayaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
siine me.n jaise tiir saa paivast ho gayaa
thaa kitnaa dil-KHaraash udaasii kaa qahqaha
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
khultii jaatii hai shafaq ra.ngii-e-KHuu.n-taa-ba-sahar
shab ke siine me.n jo paivast hai neza dekho
Jameel Malik
Ghazal
be-numuu KHvaab me.n paivast ja.De.n hai.n merii
ek gamle me.n ko.ii naKHl javaa.n kaise ho
Afzal Khan
Ghazal
dil-e-bismil me.n kuchh is tarah hu.e the paivast
TuuT kar nikle hai.n paikaan ba.Dii mushkil se
Riyaz Khairabadi
Ghazal
dekhaa hai jab se us ko lagtaa hai jaise dil me.n
paivast ho rahaa hai ik tiir dhiire dhiire
Rajesh Reddy
Ghazal
kuchh tiir mere siine me.n paivast ho ga.e
kuchh tiir mere siine se baahar guzar ga.e
zafar iqbal zafar
Ghazal
sair ke qaabil hai dil-sad-paara us naKHchiir kaa
jis ke har Tuk.De me.n ho paivast paikaa.n tiir kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
nigah-e-naaz hai aur ahl-e-havas ke dil me.n
haa.e vo tiir jo paivast-e-rag-e-jaa.n na hu.aa