SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیچیدہ"
Ghazal MATCHES FOR "پیچیدہ"
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
shahr kii koshish ki KHud ko aur pechiida banaa le
merii ye tashviish merii saadgii kam ho rahii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
hal karne hai.n mujh ko ka.ii pechiida masaa.il
ai jaan-e-vafaa gesu-e-pur-KHam kii tarah aa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
kaam niklaa hai kuchh utnaa hii ye pechiida 'zafar'
jitnaa aasaa.n nazar aayaa mujhe shaa.er honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
pechiida zindagii ke karo tum muqaddame
dikhlaa hii degii maut natiija nikaal ke
Akbar Allahabadi
Ghazal
pechiida masaa.il ke liye jaate hai.n england
zulfo.n me.n ulajh aate hai.n shaamat hai to ye hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
avval avval kaa siidhaa-saada rishta
aaKHir aaKHir me.n pechiida hotaa hai
Om Bhutkar Maghloob
Ghazal
pechiida thii jo sar me.n havaa-e-razaa-e-dost
'aasii' muriid-e-silsila-e-murtazaa hu.aa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
zaraa sii baat pe nam-diida hu.aa karte the
ham bhii kyaa saada-o-pechiida hu.aa karte the
Jawad Sheikh
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
zindagii khel hai shatranj se bhii pechiida
jaan.ne vaalaa bhii is baab me.n kyaa jaantaa hai
Aurang zeb
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
pechiida ho ga.e hai.n hamaare ta.alluqaat
karnii pa.Dii hai mujh ko ghumaa ke phiraa ke baat
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Shabbeer Ehram
Ghazal
banaa ga.ii.n use pechiida nit-na.ii sharhe.n
khulii hu.ii thii haqiiqat mire fasaane kii
Mazhar Imam
Ghazal
Gam-e-dauraa.n kii shikaayat Gam-e-jaanaa.n kaa gilaa
uf ye pechiida KHayaalaat kise pesh karuu.n
Nazar Barni
Ghazal
teraa rasta kitnaa pechiida niklaa
tuu bolaa thaa siidhe siidhe aa jaanaa
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
ta.Dap rahe hai.n pa.De roz o shab me.n uljhe log
nafas nafas ko.ii pechiida jaal Thahraa hai