SEARCH RESULTS
Showing search results for "چاندی"
Ghazal MATCHES FOR "چاندی"
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dafnaa diyaa gayaa mujhe chaa.ndii kii qabr me.n
mai.n jis ko chaahtii thii vo la.Dkaa Gariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
vo jin ko pyaar hai chaa.ndii se ishq sone se
vahii kahe.nge kabhii ham ne KHud-kushii kar lii
Kaifi Azmi
Ghazal
chaa.ndii jaisaa rang hai teraa sone jaise baal
ik tuu hii dhanvaan hai gorii baaqii sab ka.ngaal
Qateel Shifai
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
mujh se kyaa baat likhaanii hai ki ab mere liye
kabhii sone kabhii chaa.ndii ke qalam aate hai.n
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai barf ke Tuk.De hai.n dil hasiino.n ke
kuchh aa.nch paa ke ye chaa.ndii pighal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
apnii zulfo.n me.n utartii hu.ii chaa.ndii ko chhupaa
mere bikhre hu.e baalo.n se pareshaan na ho
Wasi Shah
Ghazal
phir paaniyo.n me.n nuqra.ii saa.e utar ga.e
phir raat jagmagaa uThii chaa.ndii ke thaal se
Adil Mansuri
Ghazal
jagmag jagmag duniyaa kaa mela jhuuTaa
sachchaa sonaa sachchii chaa.ndii ham dono.n
Bashir Badr
Ghazal
maulaa mujhe paanii de mai.n ne nahii.n maa.ngaa thaa
chaa.ndii kii suraahii ko sone ke piyaalo.n ko
Bashir Badr
Ghazal
chaa.ndii ke gharo.ndo.n kii jab baat chalii hogii
miTTii ke khilauno.n se bahlaa.e ga.e ho.nge
Bekal Utsahi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
kis kis se aur jaane mohabbat jataate ham
achchhaa hu.aa ki baal ye chaa.ndii ke ho ga.e