SEARCH RESULTS
Showing search results for "چلچلاتی_دھوپ"
Ghazal MATCHES FOR "چلچلاتی_دھوپ"
Ghazal
chilchilaatii dhuup manzil duur tanhaa raaste
dekhte hai.n ham faqiiro.n kaa tamaashaa raaste
Mahendra Partap Chand
Ghazal
chilchilaatii dhuup sar par aur tanhaa aadmii
aah ye KHaamosh patthar aur tanhaa aadmii
Chandrabhan Khayal
Ghazal
Zafar Sahbai
Ghazal
ziist kii chilchilaatii dhuup me.n bhii
terii zulfo.n ke ThanDe saa.e hai.n
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
chilchilaatii dhuup me.n apnaa saraapaa dekh kar
raat kii tanhaa.iyo.n kaa vasvasa ho jaa.uu.ngaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
Farooq Shakeel
Ghazal
saaraa paanii chhaagalo.n se aablo.n me.n aa gayaa
chilchilaatii dhuup ke jalte hu.e israar par
Aslam Kolsarii
Ghazal
the chilchilaatii dhuup me.n jhulse hu.e badan
baadal simaT ke aa ga.e barsaat to hu.ii
Nashir Naqvi
Ghazal
dahr hai jaltaa hu.aa aur pattharo.n ke aadmii
chilchilaatii dhuup hai aur aashiyaa.n ko.ii nahii.n
Urmila Madhav
Ghazal
zindagii kii chilchilaatii dhuup me.n aisaa hu.aa
muddato.n ham par na terii yaad kaa saayaa hu.aa
Azad Gulati
Ghazal
chilchilaatii dhuup Gam kii haadso.n ke saa.ebaa.n
soch kaa taptaa ye sahraa aur ye purvaa.ii ki bas
Hamdoon Usmani
Ghazal
abr kaa vo ek Tuk.Daa thaa bahut chhoTaa magar
chilchilaatii dhuup me.n kuchh der saaya kar gayaa
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
Fathima Zahra
Ghazal
chilchilaatii dhuup kii nazro.n ne taakaa hai vahii.n
sabz Tahnii par agar ik phuul bhii taaza lagaa
Mukhtar Shameem
Ghazal
kyaa dhuup ke Gazab se Daraa.oge tum mujhe
har chilchilaatii dhuup mire ghar kii dhuup hai