SEARCH RESULTS
Showing search results for "چوپایہ"
Ghazal MATCHES FOR "چوپایہ"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kahnaa Galat Galat to chhupaanaa sahii sahii
qaasid kahaa jo us ne bataanaa sahii sahii
Unknown
Ghazal
phaTaa-puraanaa KHvaab hai meraa phir bhii 'taabish'
is me.n apnaa-aap chhupaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
chhupaayaa husn ko apne kaliim-ullaah se jis ne
vahii naaz-aafrii.n hai jalva-pairaa naazniino.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
ab to maz.hab ko.ii aisaa bhii chalaayaa jaa.e
jis me.n insaan ko insaan banaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
phir us ne mujh se kisii baat ko chhupaayaa nahii.n
vo khul gayaa thaa kisii baat ko chhupaate hu.e
Saleem Kausar
Ghazal
bahut mahiin thaa parda laraztii aa.nkho.n kaa
mujhe dikhaayaa bhii tuu ne mujhe chhupaayaa bhii
Aanis Moin
Ghazal
ham ne KHud se bhii chhupaayaa aur saare shahr ko
tere jaane kii KHabar diivaar-o-dar karte rahe
Parveen Shakir
Ghazal
vo chhupaayaa kare.n is baat se kyaa hotaa hai
aap sar cha.Dh ke pukaaregii jo ulfat hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
ba.Dii mushkil se chhupaayaa hai ko.ii dekh na le
aa.nkh me.n ashk jo aayaa hai ko.ii dekh na le
Javed Saba
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
chhupaayaa haath se chehra bhii us naa-mehrbaa.n ne
ham aa.e the 'zafar' jis kaa saraapaa dekhne ko
Zafar Iqbal
Ghazal
ab ye nekii bhii hame.n jurm nazar aatii hai
sab ke aibo.n ko chhupaayaa hai bahut din ham ne
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
tum ko hazaar sharm sahii mujh ko laakh zabt
ulfat vo raaz hai ki chhupaayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ab ke charaaGo.n ne chau.nkaayaa duniyaa ko
aa.ndhii aaKHir me.n jhu.njhlaa kar baiTh ga.ii