SEARCH RESULTS
Showing search results for "چھو"
Ghazal MATCHES FOR "چھو"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kal jinhe.n chhuu nahii.n saktii thii farishto.n kii nazar
aaj vo raunaq-e-baazaar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
tujhe KHabar hii nahii.n raat mo.ajiza jo hu.aa
a.ndhere ko, tujhe chhuu kar, dikhaa.ii dene lagaa
Shaheen Abbas
Ghazal
us ne chhuu kar mujhe patthar se phir insaan kiyaa
muddato.n baa'd mirii aa.nkho.n me.n aa.nsuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
saa.nso.n me.n ghul rahii hai kisii saa.ns kii mahak
daaman ko chhuu rahaa hai ko.ii haat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
nanhe bachcho.n ne chhuu bhii liyaa chaa.nd ko
buu.Dhe baabaa kahaanii sunaate rahe
Waseem Barelvi
Ghazal
tire badan se jo chhuu kar idhar bhii aataa hai
misaal-e-ra.ng vo jho.nkaa nazar bhii aataa hai
Mohsin Naqvi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
har ik mo.D par ham Gamo.n ko sazaa de.n
chalo zindagii ko mohabbat banaa de.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
sambhaale to huu.n KHud ko tujh bin magar
jo chhuu le ko.ii to bikhar jaa.uu.n mai.n