SEARCH RESULTS
Showing search results for "کسمپرسی"
Ghazal MATCHES FOR "کسمپرسی"
Ghazal
zaalimo.n ke saath mil jaa.o rahoge aish me.n
umr 'saajid' kasmapursii me.n basar karte ho kyuu.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
naa-rasaa.ii kaa ye dukh to maar Daalegaa mujhe
kasmapursii kaa samaa.n hai chaahato.n ke darmiyaa.n
Hamza Daim
Ghazal
Nazeer Siddiqui
Ghazal
yuu.n kasmapursii ke aalam me.n aaj sochtii huu.n
ba.De ajiib nashe the tirii panaaho.n me.n
Guncha jafari
Ghazal
vaqt badlaa to zamaane ne nigaahe.n pherii.n
kasmapursii ke sivaa ko.ii bhii pursaa.n na hu.aa
Talib Dehlavi
Ghazal
kahe.n kis se ham kasmapursii kaa aalam
vatan me.n hai.n lekin Gariib-ul-vatan se
Jafar Abbas Safvi
Ghazal
fidaa-e-kasmpursii huu.n nisaar-e-talKH-kaamii huu.n
mire azm-e-talab kaa mudda.aa aaraam kyaa hogaa
Yaqoob Usmani
Ghazal
hamaare baad kasmapursii-e-Gazal kaa daur hai
hame.n to KHair chand qaar.iin dastiyaab hai.n
Iqbal Khalish
Ghazal
mere chhaalo.n kii kasmapursii par
dil bhar aaya KHud aaj KHaaro.n kaa