SEARCH RESULTS
Showing search results for "کشکول"
Ghazal MATCHES FOR "کشکول"
Ghazal
mujh saa ko.ii faqiir nahii.n hai ki jis ke paas
kashkol ret kaa hai sadaa.o.n me.n ret hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
faqiir-e-ishq huu.n kashkol-e-dil me.n hasrat hai
gadaagarii kaa mahaasil bhii tere naam karuu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
mai.n to us sub.h-e-daraKHshaa.n ko tava.ngar jaanuu.n
jo mire shahr se kashkol-e-gadaa.ii le le
Ahmad Faraz
Ghazal
Daalte hai.n vo jo kashkol me.n saa.nse.n gin kar
kal ke sapne bhii giraftaar kiye jaate hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
kashkol-e-chashm le ke phiro tum na dar-ba-dar
'manzuur' qaht-e-jins-e-vafaa kaa ye saal hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ik haath me.n talvaar thii ik haath me.n kashkol
zaalim to vo thaa hii miraa saa.il bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
inhii Gamo.n kaa vo ik din hisaab maa.ngegaa
falak se jo mire kashkol me.n pa.Daa ab tak
Shakeel Azmi
Ghazal
jo dasht dasht se phuulo.n kii bhiik maa.ngtaa thaa
kahii.n vo to.D ke kashkol mar gayaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ik ranj ba-pairaaya-e-zar kyo.n nahii.n jaataa
kashkol-e-havas hai to ye bhar kyo.n nahii.n jaataa
Akhtar Usman
Ghazal
chhalak rahaa hai jo kashkol-e-aarzuu us me.n
kisii faqiir ke qadmo.n kii KHaak Daal ke rakh
Iftikhar Arif
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
mat luTaa denaa zamaane pe hii saarii KHairaat
muntazir haath me.n kashkol hamaaraa bhii hai
Zia Zameer
Ghazal
agarche zehn ke kashkol se chhalak rahe the
KHayaal sher me.n Dhalte hu.e jhijak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
KHamosh hote hai.n din ke tamaam-tar sikke
khanaktaa rahtaa hai kashkol-e-dil me.n aana-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
kyaa KHuub ye anaa hai ki kashkol to.D kar
ab tak kha.De hu.e hai.n vahii.n haath jo.D kar