SEARCH RESULTS
Showing search results for "کند"
Ghazal MATCHES FOR "کند"
Ghazal
junuu.n se kund kiyaa hai so us ke husn kaa kiil
mire sivaa kisii diivaar par lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
ab itnii kund ho ga.ii dhaar ai yaqii.n tirii
ab roktaa nahii.n hai ko.ii vaar ko tire
Jaun Eliya
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ab tirii yaado.n ke nishtar bhii hu.e jaate hai.n kund
ham ko kitne roz apne zaKHm chhiile ho ga.e
Shahid Kabir
Ghazal
jaan dii naahaq ko makkaara ke dam me.n aan kar
kohkan shiirii.n se mehnat kii jo ujrat maa.ngtaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
ho nahii.n paatii ko.ii aasaan sii mushkil bhii sahl
kund saa har naaKHun-e-tadbiir hai tere baGair
Anand Narayan Mulla
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
kund aaKHir kar ga.ii.n talvaar ko KHuu.n-reziyaa.n
dostii ko dushmanii kii intihaa kah liijiye
Samad Ansari
Ghazal
ko.ii kund zehn qabiil se hai mire KHilaaf
ki vo raushnii kaa hii irtiqaa nahii.n chaahtaa
Ataul Hasan
Ghazal
isii taraf tire qurbaa.n nigaah-e-sharm-aaluud
mujhii pe tez ho ye baa.Dh kund KHanjar kii
Safi Lakhnavi
Ghazal
zabiihullaah ke hulquum par jo kund ho jaa.e
KHaliilullaah kaa mujh ko vo KHanjar yaad aataa hai
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
tujhii se gardano.n me.n KHam hai.n baaqii
tujhii se kund maatho.n par shikan hai
Ziaur Rahman Azmi
Ghazal
apne gale pe chaltii chhurii kaa bhii dhyaan rakh
vo tez hai yaa kund zaraa dhaar dekh le
Sadiq
Ghazal
dam nikaltaa hai miraa ruk ruk kar
kunad hai teG-e-qazaa kyaa baa.is
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
kab zavaal aayaa hai apnii aql par lekin ise
vasvaso.n ne kund andesho.n ne hairaa.n kar diyaa
Shaukat Wasti
Ghazal
Amjad Najmi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tezii-e-baada kujaa talKHii-e-guftaar kujaa
kund hai nashtar-e-saaqii se sinaan-e-vaa.iz