SEARCH RESULTS
Showing search results for "کینوس"
Ghazal MATCHES FOR "کینوس"
Ghazal
tasviir jab na.ii hai nayaa canvas bhii hai
phir tashtarii me.n rang puraane na gholiye
Parveen Shakir
Ghazal
lahuu kaa rang phailaa hai hamaare canvas par
terii tasviir ab jaa kar mukammal ho rahii hai
Azhar Iqbal
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
bahaar jazb hai jis me.n use banaate hu.e
tamaam rang mire canvas pe dull nikle
Abhishek Shukla
Ghazal
tiraa KHayaal hu.aa canvas pe mehmaa.n kal
tamaam ra.ngo.n ne mil kar ke mezbaanii kii
Swapnil Tiwari
Ghazal
palak jhapakte hii KHvaahish ne canvas badlaa
talaash karne me.n chehra nayaa lagii hu.ii hai
Faisal Ajmi
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
ra.ng-e-jamaal-e-ishq se kuu.nachii bharii ho par
tasviir khii.nchne ke liye canvas na ho
Ashu Mishra
Ghazal
canvas par hai ye kis kaa paikar-e-harf-o-sadaa
ik numuud-e-aarzuu jo be-nishaa.n hai aur bas
Ashar Najmi
Ghazal
Sahib Shreya
Ghazal
musavviraan-e-fanaa apne canvas pe kabhii
na ko.ii shahr na ko.ii galii banaate hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
musavvir canvas par ro rahaa thaa
bikii ab tak nahii.n tasviir us kii
Sankshep Baranwal Akshat
Ghazal
mire liye mirii Gazle.n hai.n canvas kii tarah
ukerata huu.n mai.n jin par udaasiyaa.n apnii