SEARCH RESULTS
Showing search results for "گال"
Ghazal MATCHES FOR "گال"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bharii bahaar me.n ik shaaKH par khilaa hai gulaab
ki jaise tuu ne hathelii pe gaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
sirf terii chup ne mere gaal giile kar diye
mai.n to vo huu.n jo kisii kii maut par rotaa na thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
gulaabii gaal shafaq seb surKHii Gaaza ka.nval
tilism chaah bha.nvar naaz sharm narm-garii
Shahzad Qais
Ghazal
laakho.n maze mile.n mire lab se agar mile.n
vo gore gaal aa.nkh ke taare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Mumtaz Gurmani
Ghazal
mai.n ne bas itnaa hii likhaa i-love-you aur phir
us ne aage kar diyaa thaa gaal internet par
Khalid Irfan
Ghazal
jitnii hai ik clerk kii tanKHvaah aaj kal
utnaa hai begamaat ke ik gaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
KHudaa hii jaane use chuum le.n to phir kyaa ho
jo gaal naam se bose ke laal hotaa hai
Shahzad Qais
Ghazal
zindagii tuu ne ba.Dii der lagaa dii varna
mai.n tujhe miltaa tire gaal pe bosa detaa