SEARCH RESULTS
Showing search results for "گردن"
Ghazal MATCHES FOR "گردن"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
laakh talvaare.n ba.Dhii aatii ho.n gardan kii taraf
sar jhukaanaa nahii.n aataa to jhukaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
marne vaalo aa.o ab gardan kaTaa.o shauq se
ye Ganiimat vaqt hai KHanjar kaf-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
bayaaz-e-gardan-e-jaanaa.n ko sub.h kahte jo ham
sitaara-e-saharii takma-e-guluu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dekhaa jo kuchh rukaa mujhe to kis tapaak se
gardan me.n merii Daal diye aap aa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
gauhar ko aqd-e-gardan-e-KHuubaa.n me.n dekhnaa
kyaa auj par sitaara-e-gauhar-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qaasid ko apne haath se gardan na maariye
us kii KHataa nahii.n hai ye meraa qusuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo muravvat se milaa hai to jhukaa duu.n gardan
mere dushman kaa ko.ii vaar na KHaalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jis kii gardan me.n hai phandaa vahii insaan ba.Daa
suuliyo.n se yahaa.n paimaa.ish-e-qad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
saabit hu.aa hai gardan-e-miinaa pe KHuun-e-KHalq
larze hai mauj-e-mai tirii raftaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
kushta-e-naaz kii gardan pe chhurii phero jab
kaash us vaqt tumhe.n naam-e-KHudaa yaad rahe