SEARCH RESULTS
Showing search results for "گرد_رہ"
Ghazal MATCHES FOR "گرد_رہ"
Ghazal
ye kyaa ki baiTh ga.e gard-e-rahguzar kii tarah
safar tamaam karo dosto safar kii tarah
Rahman Khawar
Ghazal
Manzar Suhai
Ghazal
kyaa milaa qais ko gard-e-rah-e-sahraa ho kar
rah gayaa hotaa Gubaar-e-dar-e-lailaa ho kar
Zeba
Ghazal
safar kii aaKHirii manzil ke raahbar ham hai.n
hamaare saath chalo gard-e-rahguzar ham hai.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
ha.ngaama hashr kaa sifat-e-gard rah gayaa
tere KHiraam kaa na hu.aa fitna-gar javaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
ko.ii chale to zamii.n saath saath chaltii hai
ye raaz ham pe 'ayaa.n gard-e-rahguzar se hu.aa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
daa.ero.n ke raahii the manzile.n kahaa.n miltii.n
be-muraad hai.n paa.nv gard-e-rah se aT kar bhii
Sarwar Arman
Ghazal
rahnumaa.ii kaa ye jaaduu ko.ii dekhe 'maikash'
gard-e-rah par hame.n manzil kaa gumaa.n hai ab bhii
Maikash Badayuni
Ghazal
kabhii kaa chho.D chukaa huu.n dayaar-e-shauq magar
ye mere saath lagii gard-e-rahguzar kyo.n hai