SEARCH RESULTS
Showing search results for "گرد_مسرت"
Ghazal MATCHES FOR "گرد_مسرت"
Ghazal
jhaa.D lo gard-e-musarrat ko biThaa lo dil me.n
bhuule-bhaTke hu.e kuchh ranj o mehan aa.e hai.n
Hasan Naim
Ghazal
chehra bujhaa bujhaa saa badan zard zard hai
aalam tamaam taa-ba-ufuq gard gard hai
Hasrat Shadani
Ghazal
du'aa.e.n kar ke vo shar ke liye nikalte hai.n
'aduu bhii fat.h-o-zafar ke liye nikalte hai.n
Kashif Husain Ghair
Ghazal
ilm ko parhez-gaarii chaahiye
gulshano.n ko aabiyaarii chaahiye
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
saaqiyaa abr hai de jaam shitaab ek par ek
aaj mahfil me.n gire mast-e-sharaab ek par ek
Dagh Dehlvi
Ghazal
lahuu hamaarii jabii.n kaa kisii ke chehre par
ye ruup-ras bhii sahii zindagii ke chehre par
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHataa-vaar-e-muravvat ho na marhuun-e-karam ho jaa
masarrat sar jhukaa.egii parastaar-e-alam ho jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye maut-o-adam kaun-o-makaa.n aur hii kuchh hai
sun le ki miraa naam-o-nishaa.n aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tere ruKH par ho masarrat to miraa dil masruur
tere chehre pe na ho gard-e-malaal achchhaa hai
Nazar Lakhnawi
Ghazal
gulo.n se duur jaane kaa iraada to kiyaa thaa
havaa se KHushbu.o.n ne istifaada to kiyaa thaa
Rakesh Dilbar
Ghazal
maal kuchh shai hai na kuchh saahib-e-saamaa.n honaa
baa.is-e-faKHr hai insaan ko insaa.n honaa