SEARCH RESULTS
Showing search results for "گن"
Ghazal MATCHES FOR "گن"
Ghazal
tuu apne dil kii javaa.n dha.Dkano.n ko gin ke bataa
mirii tarah tiraa dil be-qaraar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
phir haath pe zaKHmo.n ke nishaa.n gin na sakoge
ye uljhii hu.ii Dor jo suljhaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
le rahaa hai dar-e-mai-KHaana pe sun-gun vaa.iz
rindo hushyaar ki ik mufsida-pardaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
shaam-e-firaaq qalb ke daaGo.n ko gin liyaa
taaro.n ko bhii shumaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
farishto tum kahaa.n tak naama-e-a.amaal dekhoge
chalo ye nekiyaa.n gin lo ki gaThrii khol dii ham ne
Munawwar Rana
Ghazal
gin-gin ke mujh pe kitne vo ehsaan kar gayaa
poro.n pe phir hisaab ba.Dii der tak rahaa
Ashfaq Ahmad Saim
Ghazal
Daalte hai.n vo jo kashkol me.n saa.nse.n gin kar
kal ke sapne bhii giraftaar kiye jaate hai.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ik raat us ne chand sitaare bujhaa diye
us ko lagaa thaa ko.ii unhe.n gin nahii.n rahaa
Khurram Afaq
Ghazal
Sarfraz Arish
Ghazal
kis shaKHs ko kab yaad kiyaa gin ke bataa.o
rahte ho mire dil me.n ko.ii kaam to de.nge
Harshit Mishra
Ghazal
paa.nch kartaa hai jo, do me.n do jo.D kar
aaj-kal sirf us kaa hii gun-gaan hai
Neeraj Goswami
Ghazal
saaz-e-hastii pe abhii jhuum ke gaa le mujh ko
zindagii se ye kaho aur na Taale mujh ko
Ahmad Adil
Ghazal
kanval Dibaivi
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
kii vafaa yaar se ek ek jafaa ke badle
ham ne gin gin ke liye KHuun-e-vafaa ke badle