SEARCH RESULTS
Showing search results for "گورستان"
Ghazal MATCHES FOR "گورستان"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
'saajid' gulaab-chaal chaluu.ngaa ravish ravish
dhartii pe gulistaan-e-shafaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
KHaar KHaar-e-alam-e-hasrat-e-diidaar to hai
shauq gul-chiin-e-gulistaan-e-tasallii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
vo teraa lams vo tirii baaho.n kii KHushbu.e.n
lauTii huu.n jaise ko.ii gulistaan dekh kar
Himanshi Babra
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n lauT ke aayaa to gulistaan-e-havas me.n
thaa gul bhii vahii shor-e-anaadil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
naaz detaa nahii.n gar ruKHsat-e-gul-gasht-e-chaman
ai chaman-zaar-e-hayaa dil ke gulistaan me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
aa.nsuu nikal rahe hai.n tasavvur me.n ban ke phuul
shaadaab ho rahaa hai gulistaan-e-aarzuu!
Akhtar Shirani
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
bulbul ne jise jaa ke gulistaan me.n dekhaa
ham ne use har KHaar-e-bayaabaan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
yaa.n bulbul aur gul pe to ibrat se aa.nkh khol
gul-gasht sarsarii nahii.n us gulistaan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n se chun ke ham bhii ko.ii Guncha ai nasiim
bheje.nge tere haath kabhii gulsitaan ko
Ahmad Javaid
Ghazal
nau KHat to hazaaro.n hai.n gulistaan-e-jahaa.n me.n
hai saaf to yuu.n tujh saa numuudaar kahaa.n hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
daaGo.n se hai chaman jigar-e-'miir' dahr me.n
un ne bhii gul chune bahut us gulsitaan se
Meer Taqi Meer
Ghazal
bahut KHushnumaa hai gulistaan-e-aalam
magar sair karne kii fursat nahii.n hai