SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہر_دم"
Ghazal MATCHES FOR "ہر_دم"
Ghazal
dil yahii kahtaa hai har dam ko.ii dhoka hu.aa hai
aur ko.ii kahtaa hai kuchh aur tamaashaa hu.aa hai
Moid Rasheedi
Ghazal
har dam mire ehsaas pe chhaayaa hai ko.ii aur
likhvaataa ko.ii aur hai likhtaa hai ko.ii aur
Neelam Antulay
Ghazal
har dam du.aa.e.n denaa har lahza aahe.n bharnaa
un kaa bhii kaam karnaa apnaa bhii kaam karnaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
har dam bataa.e jaate hai.n ham bevafaa nahii.n
tum ko nahii.n yaqiin to shak kii davaa nahii.n
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
har dam kii kashmakash se nikal raasta badal
ab aur un ke saath na chal raasta badal
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
Talat Parveen
Ghazal
har aan yaas ba.Dhnii har dam umiid ghaTnii
din hashr kaa hai ab to furqat kii raat kaTnii
Waliullah Muhib
Ghazal
har-dam taraf hai vaise mizaaj karaKHt kaa
Tuk.Daa miraa jigar hai kaho sang saKHt kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hai tasavvur mujhe har dam tirii yaktaa.ii kaa
mashGala aaTh pahar hai yahii tanhaa.ii kaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
rahuu.n is me.n har dam na ho aanaa jaanaa
terii zulfe.n ho gar miraa aashiyaanaa
Tauqeer Ahmad
Ghazal
Qamar Suroor
Ghazal
har dam kuchh iztiraab ke aise bha.nvar me.n huu.n
jaise kisii du.aa-e-zarar ke asar me.n huu.n
Asim Bakhshi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Naseem Syed
Ghazal
pahchaane tuu har-dam vahii har aan vahii hai
jaanaa.n vahii ai jaan vahii jaan vahii hai