SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہم_خواب"
Ghazal MATCHES FOR "ہم_خواب"
Ghazal
kin mausamo.n ke yaaro ham KHvaab dekhte hai.n
ja.ngal pahaa.D dariyaa taalaab dekhte hai.n
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
kin bastiyo.n ke yaaro ham KHvaab dekhte hai.n
ja.ngal pahaa.D dariyaa taalaab dekhte hai.n
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
tiirgii me.n sub.h kii tanviir ban jaa.e.nge ham
KHvaab tum dekhoge aur ta.abiir ban jaa.e.nge ham
Azm Shakri
Ghazal
aaKHirii nii.nd se pahle kahaa.n samjhe.nge ham
KHvaab se Darnaa zaruurii hai ki bedaarii se
Nomaan Shauque
Ghazal
ai barhaman hamaaraa teraa hai ek 'aalam
ham KHvaab dekhte hai.n tuu dekhtaa hai sapnaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
jaise ki ik frame ho tasviir ke baGair
ham-KHvaab dekhte rahe ta.abiir ke baGair
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
ye jaante hu.e ki KHariidaar hii nahii.n
ham KHvaab bechne sar-e-baazaar aa ga.e
Shamim Farooqui
Ghazal
kaho to kis tarah aave vahaa.n nii.nd
jahaa.n KHurshiid-ruu ho aa ke ham-KHvaab
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
chale to aa.e hai.n ham KHvaab se haqiiqat tak
safar taviil thaa ab tak takaan baaqii hai
Hasan Kamal
Ghazal
hame.n pata hii nahii.n thii haqiiqat-e-ta.abiir
saveraa hote hii ham KHvaab bone lagte the
Zaheen Lakhnawi
Ghazal
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
thii.n ham-ta.abiir 'rahmaanii' kii baahe.n
badan ham-KHvaab kaa kamKHaab thaa jab
Parwez Rahmani
Ghazal
ham KHvaab-nigaaraa.n hai.n sadaa zinda rahe.nge
kahne ko agar jaa.n se guzar jaa.e.nge ik din
Azeez Adil
Ghazal
ham KHvaab dekhte the bahut aasmaan ke
aaKHir me.n ye hu.aa ki zamii.n ke nahii.n rahe