SEARCH RESULTS
Showing search results for "یخ"
Ghazal MATCHES FOR "یخ"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
har aarzuu mirii aa.nkho.n kii raushnii Thahrii
charaaG soch me.n gum hai.n ye kyaa azaab hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
munjamid sajdo.n kii yaKH-basta munaajaato.n kii KHair
aag ke nazdiik le aa.ii hai peshaanii mujhe