SEARCH RESULTS
Showing search results for "अनी"
Ghazal MATCHES FOR "अनी"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
huuk uThtii hai agar zabt-e-fuGaa.n kartaa huu.n
saa.ns ruktii hai to barchhii kii anii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
lahraate hu.e aa.e the vo amn kaa parcham
parcham ko uThaa.e hu.e neze kii anii thii
Anwar Masood
Ghazal
kuchh to le baiThtii hai apnii shikasta-paa.ii
aur kuchh raah me.n chhaa.nv bhii ghanii hotii hai
Abbas Tabish
Ghazal
apnii to ko.ii baat banaa.e nahii.n banii
kuchh ham na kah sake to kuchh us ne nahii.n sunii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
palaT ke dekh na us ko vo KHaak kar degaa
tire Guruur ko zahraab kii anii ban kar
Kishwar Naheed
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
hijr kii raat mirii jaa.n pe banii ho jaise
dil me.n ik yaad ki neze kii anii ho jaise
Shahzad Ahmad
Ghazal
Haider Qureshi
Ghazal
dil-doz nigah yaar kii hotii hai muqaabil
barchhii kii anii sii mire siine me.n ga.ii ga.D
Waliullah Muhib
Ghazal
anii kuchh aur chubhaa ai sitam-shi.aar ki mai.n
ta.Dap ke dard me.n be-band-o-baar raqs karuu.n
Nadeem Sirsivi
Ghazal
vo mahaktaa hu.aa jho.nkaa thaa ki neze kii anii
chhuu ke guzraa hai to KHuu.n-baar kiyaa hai mujh ko
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
siine pe mire vaqt kaa ye kaun giraa.n hai
neze kii anii yaa ki kaleje me.n ga.Dii hai
Zahida Zaidi
Ghazal
rakh liyaa ziddii anaa ne phir mire sar kaa vaqaar
uu.nchaa neze kii anii par kar diyaa aahista se
Mustafa Shahab
Ghazal
usii ko yaad dilaataa hai baar baar dimaaG
vo ek baat jo dil me.n anii sii lagtii hai