SEARCH RESULTS
Showing search results for "अलामत"
Ghazal MATCHES FOR "अलामत"
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
phuul the rang the lamho.n kii sabaahat ham the
aise zinda the ki jiine kii alaamat ham the
Aitbar Sajid
Ghazal
tujh ko socho.n to tire jism kii KHushbuu aa.e
merii Gazlo.n me.n alaamat kii tarah tuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
ye mohabbat kii alaamat to nahii.n hai ko.ii
teraa chehra nazar aataa hai jidhar jaate hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye sab tire mire iz.haar kii alaamat hai.n
shafaq ke rang me.n sho.ala, lahuu, zabaa.n aur phuul
Sabir Zafar
Ghazal
ek sadaa ye aatii hai merii KHvaab-gaaho.n me.n
dil ko chain aa jaanaa dard kii alaamat hai
Nazim Naqvi
Ghazal
jab aa.ine me.n nazar aa.e ko.ii aur hii shaKHs
hai pahlii pahlii alaamat yahii mohabbat kii
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
tujh se kahne kii ko.ii baat na karnaa tujh se
kunj-e-tanhaa.ii me.n bas KHud ko alaamat karnaa
Ayub Khawar
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
bahut lambaa safar tai ho chukaa hai zehn o dil kaa
tumhaaraa Gam alaamat ke sivaa kyaa rah gayaa hai
Irfan Sattar
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n alaamat hai zo.af himmat kii
jise nasiib se ta.abiir kar rahaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
bad-shuguunii kii alaamat pesh-KHema maut kaa
dekhiye ham jaan de de.nge agar jaa.e.nge aap
Irtiza Nishat
Ghazal
libaas us kaa alaamat kii tarah thaa
badan raushan ibaarat kii tarah thaa