SEARCH RESULTS
Showing search results for "असील"
Ghazal MATCHES FOR "असील"
Ghazal
munaafiqiin-e-tasavvuf kii maut huu.n mai.n 'alii'
har ik asiil har ik be-riyaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
nazar nahii.n to mire halqa-e-suKHan me.n na baiTh
ki nukta-haa-e-KHudii hai.n misaal-e-teG-e-asiil
Allama Iqbal
Ghazal
us ko sohbat kaa gar dimaaG nahii.n
tab.a apnii bhii kuchh aliil sii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
banii ho shakl har ik jaise mun.akis ho kar
mile hai.n aks nazar ko asiil ko.ii nahii.n
Nasira Zuberi
Ghazal
banii ho shakl har ik jaise mun.akis ho kar
mile hai.n aks nazar ko asiil ko.ii nahii.n
Nasira Zuberi
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ham hai.n asiir-e-zabt ijaazat nahii.n hame.n
ro paa rahe hai.n aap badhaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
hazaar jaal liye ghuumtii phire duniyaa
tire asiir kisii ke hu.aa nahii.n karte
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
hu.aa asiir ko.ii ham-navaa to duur talak
ba-paas-e-tarz-e-navaa ham bhii saath saath chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sayyaad asiir-e-daam-e-rag-e-gul hai andaliib
dikhlaa rahaa hai chhup ke use daam-o-daana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
un kii appeal hai ki unhe.n ham madad kare.n
chaaquu kii pasliyo.n se guzaarish to dekhiye